Dard Bhari Images Shayari Girlfriend
Friends, today we are telling you about the Dard Bhari Shayari We have added some special Shayari to it which will remind you of your partner Because we need painful poetry only when our loved one is separated from us So we have made a collection for you with photos and hope you will enjoy reading it
Dhire Dhire Bikharne Wale Hein Shayari Dard Bhari
Dhire Dhire Bikhne Wale Hein
Ab Kaha Zakham Bharne Wale Hein
Uski Nazro me to hum Mr hi Chuke
Ab to Suli pe Chadne wale Hein
Kitne majbur hue hein sapne
Ghar se bahar nikalne wale hein
Phir vo sari umar rulane lage
Jinke aasu bohot sambhale hein
------------------------------------------------------------------------
Bedardi Shayari in Hindi Mere Khuwaab
Mere Khuwaabo Ka Mere Sath Bikhar Jaana Bhi
Yaad Hai Vo Tera Vaade Se Mukar Jaana Bhi
Bhigte Kaapte Tera Mere Ghar Par Aana
Vo Aadhi Raat Me Rona Tera Ghabrana Bhi
Mai Nahi Manta Par Mujhse Log Kehte Hein
Sabne Dekha Do Dilo Ka Qareeb Aana Bhi
Bas Mujhe Bhul Na Jaana Mai Jald Lotungi
Yaad Rehta Hai Mujhe Tera Shahar Jaana Bhi
Or Jaate Hi Mujhe Pyar Ka Khat Likh Dena
Phir Mere Dil Me Dua ki Tarah Bas Jana Bhi
Dhire Dhire Vo Bahane Vo Be Rukhi Karna
Or Meri Baat Pe Har Dam Tera Gussana Bhi
Maa Hi Mujhko Mere Dukh Me Sambhal Leti
Thi Uski Mamta Ko Phir Thokar Teri Lag Jaana Bhi
Mai To Patthar Hu Magar Maa To Tadap Uth Ti Hai
Usko Bardaas Nahi Hai Mera Mar Jaana Bhi
--------------------------------------------------------------
Kis Saks Ki Talash Dard Bhari Gam Sahayari
Jaane kis Saks ki Talash Rahi
Zindagi Har Ghadi Udaas Rahi
Jiski Khatir Jaha Se LadTe The
Vo Bhi Ek Din Mere Khilaf Rahi
Mai Jo Ek Roz Ghar Nahi Aaya
Zindagi Dar Badar Niraas Rahi
Ab Koi Dost Bhi Nahi Miltaa
Na Koi Cheej Dil Ke Paas Rahi
-------------------------------------------------------------------------
Pyar Karna Best Dard Shayari
Pyar Karna Koi Sikha Jaayega
Mujhko Jina Bhi Yaar Aa Jayega
Tu Laga Bhi Dil Mere Dil Se
Yaar Jina Bhi Tujhko Aa Jayega
Koi Chahat Koi Deewangi Hai
Bas isi Ka To Naam Dil Lagi Hai
Kahin Dhokha Kahin Fareb Mila
Bas isi Ka To Naam Zindagi Hai
---------------------------------------------------------------------
Rog Aise Bhi Lag Gaye Hai Teri Chahat Ke
Din Nahi Mil Rahe Kahin Se Hume Rahat Ke
Ye Khuda Janta Hai Tumhari Siddat Me
Humne Din Kitne Guzare Sanam Mohabbat Ke
---------------------------------------------------------------------
Haaye Kya Kya Na Mohabbat Ke Mare Karte Hein
ishq To Yaar Zamane Me Saare Karte Hein
Bas isi Ka To Naam Meri Jaan Ambar Hai
Jo Bhi Karte Hein Sama Me Sitaare Karte Hein
---------------------------------------------------------------------
Labo Pe Phool Sitare Se Khile Rehte Hein
Dil Ye Khushbu Ke Sahare Se mile Rehte Hein
Vo Nahi Jante ke Pyar Bhari Basti Me
Log Bekar Luhare Se Mile Rehte Hein
---------------------------------------------------------------------
Humne Izhar Ae Mohabbat Ki Thi
Usne Do Pal Me Sikhayat Kar Di
Usko Paane Ke Liye Maine Sanam
Kitne Din Tak Badi Mahnat Ki Thi
---------------------------------------------------------------------
Royega Tu Bhi Jab Aasu Bahane Waale Na Honge
Humare Baad Tujhko Chhahne Waale Na Honge
---------------------------------------------------------------------
Kis Liye Aaj Phir Udas Hai Dil
Uski Chahat Ke Aas Paas Hai Dil
Vo Nahi Jante Kyu Yaaro
Be Vaja Hi Mera Udas Hai Dil
---------------------------------------------------------
Mai Jiske Hath Me Phuloon Ke Har Deke Gaya
Vo Log Mere Hath Me Kannte Thama Gaye
0 Comments